तेरा हाथ थामे चले थे हम
जब जिंदगी की राह में
आज पूछता है दिल मेरा मुझसे
वो लम्हे हसीं किधर गये
वो मुस्कुराती हुए जिंदगी हर पल
और हसीं ख्वाब थे आँखों में
आज पूछते हैं खुद से हम की
वो रात दिन किधर गए
कभी एक पल भी इक दूजे से होके
जुदा जी ना पाते थे हम
आज जाने कैसे ये दिन ये साल
मेरे तेरे बिन गुजेर गए
जब जिंदगी की राह में
आज पूछता है दिल मेरा मुझसे
वो लम्हे हसीं किधर गये
वो मुस्कुराती हुए जिंदगी हर पल
और हसीं ख्वाब थे आँखों में
आज पूछते हैं खुद से हम की
वो रात दिन किधर गए
कभी एक पल भी इक दूजे से होके
जुदा जी ना पाते थे हम
आज जाने कैसे ये दिन ये साल
मेरे तेरे बिन गुजेर गए
जाने वो पल किधर गए ....
अब
कैसे बीते
कैसे जिए
कहा गए ....
क्या करे ये सोच कर
बस ये तो सिर्फ
जाने मेरा रब
जिसके हाथों छुटी मेरे सांसो की डोर ......
2 comments:
SHAYAD
Tujhe Dhoonda to Kahin Nazar Aayi nahin,
Mere Karib hai tu Itni Shayad !1!
Raat Kat Jati hai par Neend Aati Nahin
Sote Sote meri aakhen thak gayi hai Shayad !2!
Judai teri Vish si hai Sang mere
Yeh bhi naa rahi to Jee bhi na sakun main Shayad !3!
Meri aakhon se Ojhal sahi, Dil se Ojhal hona nahin,
Tere vicharon ke bina Mar bhi na sakun main Shayad !4!
Andhere mein Diya – salai si hai teri yadein,
Na ho Yeh to ujaale ki umeed bhi na ho Shayad !5!
Tilism teri aakhon ka chamakta hai roz mere aage,
Tera juda hona bhi koi Jadu hi na ho Shayad !6!
Kya hua jo tune Judai maang li,
Itna begairat bhi nahin ki de na sakun who bhi Shayad !7!
Payar mera Taron sa tim-timata tha Kabhi,
Tuta tara bhi to ek Murad puri karta hai Shayad !8!
Tere jane ke badd bhi jee to rahein hain
Per yeh saansen Udhuri hi hai Shayad!9!
Tute taar ke Gitar si hai Jindagi meri
Dhun to aati hai par Besuri hai Shayad !10!
Tera sath jo lata tha pal pal ki khushi
Tera duur jana bhi meri Khushi ke liye ho Shyaad!11!
Khush hai tu, Jaan ke Khush Bahut hai ‘DIVAY’
Na sambhli yeh Khushi to Bora na Jaun main Shayad !12!
Tujhe Dhoonda to kahin Nazar Aayi nahin,
Mere Karib hai tu Itni Shayad !1!
Sach kaha hai aapne bilkul...yeh ehsaash shayad life me sab ko hota hi hoga.......bahut sundar likha hai sach me.....
Aap ki rachna padhkar ek baat yaad aa gayi...."ISHWAR KE SIVA AUR KAHI BHI MAN LAGAYA TO ANT ME RONA HI PADEGA....."
Post a Comment